Heads Up! We're currently undergoing maintenance to improve your streaming experience. During this time, you may encounter some disruptions. Thanks for your patience and understanding.

Vitamin 'A' -- Andha Hona?? -- Vitamin a foods ??,Vitamin a benefits, Symptoms

Health Care Tips

Health Care Tips

  • 7 followers

  • Category: Ayurveda
  • |    

    AUTOPILOT

Vitamin 'A' -- Andha Hona?? -- Vitamin a foods ??,Vitamin a benefits, Symptoms

Vitamin 'A' -- Andha Hona?? -- Vitamin a foods ??,Vitamin a benefits, Symptoms

Published: 3 years ago

Category:

  • Ayurveda

About:

Hello Friends, Kiya app janete hai, Vitamin A ki komi ke, karon, se appko bahut bori bimariya ho sakta he. Jese ki appki aakhoki rashni ja sakti he, Komjori, sardi jukam ase bahut sari bimari ho sakti he. Lekin appko tenson leneka jarurot nahi, kyuki me apka bhai, is video bataunga appke kese Vitamin A komi ko dur kor sakte he.

Subscribe Link:- https://bit.ly/2U2GUfr

Dosto is Video me, 5 point ko cover korunga.  Jinme  he

  1. Vitamin a ki kami ko dur karne ke upay kiya hai.
  2. Vitamin a kisme paya jata hai. Ya (vitamin a ke liye kya khana chahiye)
  3. Vitamin a ki kami se hone wale rog kiya hote hai.
  4. vitamin a kami ke lakshan Kiya honge.
  5. Vitamin a ke fayde Kiya kiya hai.

Dosto Vitamin humara sarir me bahut bori bumika palon korti he. Somoy somoy me sarir me Vitamin ki furti korna cha hiye.

 

To ab bathth korte humre pehele tip ki

 

  • Vitamin a ke fayde Kiya kiya hai.

Vitamin A ko askar aakho ki roshini aur maspesiyo ke, behator sashyoto ke liye aboshak mana jata he. Lakin Vitamin A ke aur vi anok fayde he….. jese

..Vitamin A saktishali anti-oxidant ke rup me, sarir ki koshika ko, free radicals se hone bali nuskan se bachati hai…

…vitamin A se Aakho ki roshni tez hoti hai aur maspeshiyo ko majbut banati hai..

..Vitamin A aakho ki ratina mai pigment utpan korta hai…

….Vitamin A Heart ki bimari, Astoma aur diabetes jese rogose bachati hai..

…Vitamin A sarir ke immunity system ko majbuti pradan korti hai. Immuin system humare sarir mai koi vi rog hone se bachati hai..

…Vitamin A tocha ko sasth aur chomakdar banati hai…

.. Vitamin A sarir ki sobi haddiyo ko takot aur majbuti pradan korti hai…

.. Vitamin A nervous system aur masulles ko takot deti hai..

..Vitamin A datho ko gram se bacha ke majbuti pradan korti hai..

..Vitamin A prajonon tantra,  aur Larko me uchit matra me sperm niyantron korta hai.

.. Gorv me palne wali bacche ki normal grouth aur bikahs ke liye vitamin A jaruri hai…

…Sarir ko urja dene wali sobi koshikayo ke nirman ke liye vi, Vitamin A ki jarurot hai…

..Vitamin A ke karon se kedny ka stone powder bonke sowchale ke sath sarir se bahar aajati hai..

Ye sob the Vitamin A ke fayde…..

Ab bath kote he….

  • Vitamin a kami ke lakshan Kiya honge.

Vitamin A ke Koi sare laskan hai, jis se appko pata chol sakta hai ki appki sarir mai Vitamin A ki komi ho giye hai.. ye laskan hai….

…Vitamin A ki komi ke pehela sankath hota hai.. Aakho ki roshni kom hona. Appko lagega ki rath ko app bahut saf nahi ek pate hai..jese rath ko gari chalane mai muskil lage, ya shyam ko jaldi light jalane ki jarurath mehus kor na…

…Vitamin A ki komi ke main laskan hai aakho ki roshni jana, ya andhapon. Jese jese vitamin a ki komi barti hai, aakho ki safad chilli jo apki aakkho ko nom rakta hai. Ye suk jate hai. Aur jokhom ubor ate hai. Iski kome se akhir mai aakho ki rashni chali jati hai aur admi andha ho jata hai..

…Vitamin A ki komi se Skin dry ho jata hai. Aur vitamin a ki komi se eczema ho akta hai. Ecxema ek torohi ki skin allergy hai. Vitamin A humare tocha ka cell lo tik korta hai. Aur tocha mai kisi vi toroho ki sujon ko kom korta hai. Vitamin a ki komise  tocha ruki ho jati he..

..Vitamin A ki komise Purush aur Aaruth, dono mai hi Infertility ho sakta hai. Iske alaba gorvo obasta ke doran vitamin A ki komi se hone bali bache ki sahat ko vi nuskan puch sakta hai…

…Vitamin A sarir ki bikash ke liya bahut abashok hai. Iske komi se bacha ka bikash tik dong se nahi ho pata hai, aur bacha komjur ho jata hai..

..Larka ya larki 15 se 20 sal ke andar ke age mai, Vitamin A ki komi hone por  sarir me pimple ho sakte hai..

… Vitamin A humare sarir mai collagen banata hai. Collagen sarir mai chot lagne se chot ko jaldi tik korta hai. Vitamin A ki komi se sarir mai collagen nahi bon pate hai. Aur sarir mai chot lagne se, chot tik hone por somoy lagta hai…

 

… Vitamin A humare sarir ki rog protiraksha samta ko barata hai aur hume tandurust rakta hai. Vitamin A ki komi se rog pratiraksha samta kom ho jata hai. Aur log jaldri aur bar bar bimar porte hai…

 

..Aakho mai ashu ka kom hona vitamin a ki komi ke suriyati laskan hai. Medecal science ke anusar agar Vitamin A ki ucchi matra bache ko 16 mahane to di jati hai to, aakho ki sukapon log-bog 60% tok kom ho jata hai..

 

Ye kuch hai vitamin A ki komi ke laskan..

Ab bath korte hai 3rd poin ki  Vitamin A ki kami se hone wale rog .

>>aakho ki jo cell dekne mai modth korti hai, Vitamin a ki komi se o cell karap ho jata  hai, aur rath mai dekne mai muskil hoti hai. Is bimari ko Night blindness kaha jata hai. Is bimari se pirit log andhere mai dek nahi pate. Lakin prayat light ya din mai une saf dekai deta hai….

>>Vitamin a ki komi hone por sankramon hone ka khatra bar jata hai.. jin baktiyo mai Vitamin A ki komi paye jate hai o log askar bimar rahate hai, aur une samay samay por infection ho jata hai…jese sardi,kasha ya  jukam ka sikayat rahati hai…

>>Vitamin A ki komi se aakho ki tear gland suk jate hai. Jiske baja se aakho mai asu ana kom ya bon ho jati hai. Is bimari ki baja se cornea ke vi karab hone ka khatra bar jata hai…

>>In ke elaba vitamin A ki komi ke karon se ruke bal, suki tacha, thakan, komjuri, nind nahi ana, nimoniya aur bojon mai komi hone jesa koi sari parisani ka samna korna porta hai. Ase mai in rogo se bach ne ke liye Vitamin A ki komi ko puron karna kafi aboshak ho jati hai..

To ye sob kuch the vitamin A ki komi se hone wali rog hai.

Agla point hai.. Vitamin A kisme paya jata hai. ya (vitamin a ke liye kya khana chahiye)

Vitamin A asani se folo aur sabjiyo mai paya ja sakta hai. Aiye jante hai ki konsa khadyo padartho ke sabon se vitamin a ki komi pura kiya ja sakta hai..

(i)Sweet Potato

>>Sweet potato ko jiyadato log pasand korte hai. Iska test aur iske gun logo ko luvate hai.. Sweet potato  Vitamin a ka mukha source hai. Aur isme fiber vi paya hata hai..

Next hai..

 (ii) Pumpkin

>>Pumpkin sare pushok tatbo aur guno se varpur hota hai. Lakin pumpkin mai mukha rup se bita carotin(Beta carotene) paya jata hai..Jise Vitamin A milta hai.. Pumpkin Ke bich mai v koi taroho ki pushok tatho paye jata hai. Jo humare tocha ke liye v fayde mon hote hai…

Uske bad ata hai

(iii) Gajor

>>Gajor ko Vitamin A ka bora source mana jata hai.Aakho ke liye v gajor bahut ache hote hai..Gajor ko app kacha kha sakte hai. Ise sabji mai mila kor v kha sakte hai..Gajor bahut sare rup mai humare liye upoyogi hai..

Iske bad hai

(iv) Dud…

>>Dud ko ek sampurno ahar mana jata hai. Is me bahut sare pushok  tathbo majut hote hai. Lakin Dud mai  Vitamin A ka vi bahut acha source hota hai. Jo indrio ke bikash aur koshiyaka ko barne mai madat korta hai..

Next Hai…

(v) Tamator

>>Tamator ka istemal bahariyo khane mai sob se jiyada kiya jata hai. Tamator mai Antioxidant ke sath sath Vitamin A ki prachur matra me paya jata hai. Iske alaba Tamator mai Chromium paya jata hai, jo humare sarir mai blood sugar ko control korta hai..

Uske bad hai

(Vi) Hara Dhaniya

>>Hara Dhaniya ka khusbu jitna acha lagta hai, khane mai vi utni achi lagti hai. Hara dhoniya mai bahut sare gun paye jate hai. Aur sath mai Vitamin A v paye jata hai…

Iske bad hai….

(vii) Lal mirch

>>Simla Lal mirch mai Vitamin A paya jata hai..aur ise Vitamin a ka acha source v mana jata hai. Isme antioxdint vorpur matra mai paya jata hai. jo humare sarir ke liye labdayak hai…

Last mai hai…

(viii) Hari sabjiya

>>Hari sabjiya khane se aakho ki roshni tez hoti hai.Hari sabjiya mai vitamin aur minerals varpur hote hai.Aur isme Vitamin A ki v sahi matra majut hota hai. inka hor-roj sebon korna jaruri hai..

In sob ke elaba maschili aur ande mai v vitamin a ki matra paya jata hai.

Ab bath korte last poin ki jo hai

Vitamin a ki kami ko dur karne ke upay kiya hai.

Vitamin A ki komi ko dur korn ne ke liye app roj in age bataye giye sabjiyo ka sebon korna cha hiye. Aur sath mai, exercise kore rojana..

 Mai asha korta vitamin a ke bare puri jan kari de paya hu.. video achi lagi to like aur share kore.. appka like se pata chalta he mai appka kitna help kor pa raha hu.. aur health related koi problem ho to niche comment kore..aur sath mai Healthcaretips channel ko subscribe kore aur notification bell ko on kore mere agele video ki notification pane ke liye…

………And last me Thank For watching……….

 

Please Login to comment on this video

  • Jitendra Kumar

    Jitendra Kumar . 1 year ago

    Channel Name-Jitendra Dey vlog2M, maine aapke channel ko follow kar diya hai aap bhi mere channel ko follow kre please,Jo mere channel ko follow aur like karega mai uske channel ko follow aur like karunga.

You may also like

15ed6b4044cf731591129092
video
15ed6b4044cf731591129092
video
15ed6b4044cf731591129092
video
15ed6b4044cf731591129092
video
15ed6b4044cf731591129092
video
15ed6b4044cf731591129092
video
15ed6b4044cf731591129092
video
15ed6b4044cf731591129092
video
15ed6b4044cf731591129092
video
15ed6b4044cf731591129092
video
15ed6b4044cf731591129092
video
15ed6b4044cf731591129092
video
15ed6b4044cf731591129092
video
15ed6b4044cf731591129092
video
15ed6b4044cf731591129092
video
15ed6b4044cf731591129092
video